Table of Contents
Wo Sue Lalah Zar Phirte Hain
Wo Sue Lalah Zar Phirte Hain
Tere Din Ae Bahar Phirte Hain
Jo Tere Dar Se Yar Phirte Hain
Dar Badar Youn Hi Khwar Phirte Hain
Ah Kal Aesh Toh Kiye Humne
Aj Woh Beqarar Phirte Hain
Har Charagh e Mazar Par Qudsi
Kaise Parwanawar Phirte Hain
Us Gali Ka Gada Hoon Main Jisme
Mangte Tajdar Phirte Hain
Jan Hain Jan Kya Nazar Aye
Kyon A’du Gird e Gar Phirte Hain
Phool Kya Dekhun Meri Ankhon Me
Dasht e Taiba Ke Khar Phirte Hain
Lakhon Qudsi Hain Kar e Khidmat Par
Lakhon Gird e Mazar Phirte Hain
Haye Ghafil Woh Kya Jagah Hai Jahan
Panch Jate Hain Char Phirte Hain
Koi Kyon Puche Teri Bat Raza
Tujhse Kutte Hazar Phirte Hain
وو سوئی لالہ زار پھرتے ہیں
وہ سوئے لالہ زار پھرتے ہیں
تیرے دن اے بہار پھرتے ہیں
جو تیرے در سے یار پھرتے ہیں
در بدر یوں ہی خوار پھرتے ہیں
ہر چراغ مزار پر قدسی
کیسے پروانہ وار پھرتے ہیں
اس گلی کا گدا ہوں میں جس میں
مانگتے تاجدار پھرتے ہیں
لاکھوں قدسی ہیں کا م خدمت پر
لاکھوں پروانہ وار پھرتے ہیں
ہائے غافل وہ کیا جگہ ہے یہاں
پانچ جاتے ہیں چار پھرتے ہیں
کوئی کیوں پوچھے تیری بات رضا
تجھ سے کتنے ہزار پھرتے ہیں